Hazrath Syed Shah Muhammed Qalandar Shah Qadri Rahmatullahi ta'ala alaih
Faizane Ghous ul Wara, Ata e Khwaja Piya, Muhibbe Imam Ahmed Raza Khan(A'ala Hazrat), Khalifa E Momin Badshah Qadri, Gule Baghe Qadriya Shahenshahe Javagal Shareef, ALHAJ HAZRAT SYED SHAH MUHAMMED QALANDAR SHAH QADRI Rahmatullahi ta'ala alaih Aapki Mazaar Shareef Javagal Shareef Hassan (dist) Karnataka,India Me Hai. Aap (Rahmatullahi ta'ala alaih) Silsila e Qadriya Ke Gulshan Ke Mehakte Hue Phhoool hain. Aapka Mubarak silsila Hazrath Qibla Momin Baadshah Qadri (Rahmatullahi ta'ala alaih) Kesarmudu shareef, Tumkuru se Hote hue Huzoor Ghous e Azam (Rahmatullahi ta'ala alaih) se Hote hue Hamaare Pyare Aqaa Kareem Janaab e Muhammed Mustafa(ﷺ) Ke Mubarak Bargah se Milta hai.
Comments
Post a Comment